Chapter 7
Chapter 6
sab behney Aiyna or Arshuman ke samne aker khadi ho gai or UN mei se ek boli tum donnon ne hamari madad ki us ke Liye shukriya or ham tum donnon ko us ka Inaam Dana chahtey hain Aiyna:inam!! Mehvish:ha!iname!! sab se CHOTI boli mei Aiyna ko water magic dati hon jis se yeh water ko controle ker sake gi Aiyna is per buhat Khush hoi sab behanon ne bari bari apni magical power ka thuda thuda hisa Aiyna or Arshuman ko diya sab se CHOTI Behan seerat ne Aiyna ko water magic diya doseri Behan Rabiya ne Aiyna ko animals se baat kerne ki power di. Rabiya: Aiyna mei Tumhe ek aisi power don gi jis se tum Kisi bi jeew se koi bi baat ker Sako gi chahey wo Sparrow ho yah phir Kuch or tum Kisi bi janwer se baat ker Sako gi . Isha:mei Arshuman ko fight ki magical power don gi jis se yeh apni talwar se Kisi bi pahad ke bhi two parts ker sakta hai . Rehmana:or mei Arshuman ko fire magic don gi sab ne Aiyna or Arshuman ko apney magic ke bare mein bataya or UN ko magical power di three sisters ne Aiyna ko and three sisters ne Arshuman ko magical power di Mehvish ne Aiyna or Arshuman se apney kiye ki maafi mangi or UN ka shukriya ada bhi Kiya Mehvish ne Aiyna ko magical power di Mehvish: Aiyna mei Tumhe aisi power deney jarehi hon jis se tum apni or dosron ki reksha ker Sako gi is power se tum koi bi magical wall bna sekti ho or khud ko or apney satiyon ko bi save ker sakti ho.yeh kah ker Muskan ne Aiyna ko power di or KAHA ke ham ne yeh magical power tum donnon ko is Liye di hain ta ke ager tum donnon Kisi ki madad kerna chaho TU tum donnon ko koi mushkil na aey or her ek ka mukabla ker Sako.Aiyna or Arshuman:aap sab ka buhat shukriya or ham yeh magical powers Sirf dosron ki madad ke Liye hi istmal kereyn gay . Jin Aiyna or Arshuman ko wapise UN ke mehal le jata hai Aiyna or Arshuman Badshah or Muskan ko Jin ki bethiyon ke barey mein batatey hain or yeh bi batatey hain ke kis tarha unho ne Jin ki madad ki is per Badshah or Muskan buhat Khush howey or Arshuman or Aiyna ko galey laga liya Aiyna or Arshuman apne rooms mein chaley gay or rest kerne lagey .ab sari fairies Jin ki bethiyan Aiyna or Arshuman ke mehal mein aee or Aiyna or Arshuman se:ham yaha tum donnon ko powers ka istmal kaise kerna hai sikhane aee hain TU tum donnon ko rozana hamarey saat chalna ho ga or magical powers ki practice kerni Hogi . Arshuman:ham zaroor chaley gay or practice Kerey gay us ke baad Aiyna or Arshuman UN faries ke saat chaley jatey hain . Wo donnon ruzana waha jate or practice kertey. .....aisey hi din kuzartey gay ...ek din badshah Kisi rakshas ko pakhedney ke Liye ja Raha tha Aiyna or Arshuman durd ker badshah ke pass aey or kehney lagey baba ham bi aap ke saat jay gay badshah ke lakh mana kerney ke bawagood wo dunno badshah ke saat chaley gay sea mein badshah or us ke spahi or Aiyna or Arshuman ek boat mein hai or Kafi agay Janet ke baad sea monster water se bahir nikla badshah or sapahiyo ne us per buhat hamley kiye Lekin us monster per koi aser na HOTA or wo monster badi berehmi se sab ko marey ja Raha tha.