Chapter 3
Chapter 2
Bazar me kade aeyna or arshuman cheezey dakh rehe thay ke Kisi bazurg admi ki rone ki awaze sunai di aeyna or arshuman ne mude ker dakha TU Kuch loge ek admi ko perashan ker rehey they unho ne badh ker inhe rokne ki Koshish ki Lekin unho ne aeyna or arshuman ke chote hone ka Mazak udaya or unhe waha se Jane ko KAHA aeyna or arshuman ko gussa agaya or unho ne UN admiyo ko sabak dikhane ke bare me Socha aeyna or arshuman ne apniladai ki maharat se unhe niche mar giraya or ager unhe koi mar ki Koshish kerta TU aeyna or arshuman badshah ke diye howe hatyar se deewar per chadne jate or waha se neeche ate howe apni tangon se unhe late mar ker gira date UN Mundo se aeyna or arshuman dono hi NAHI phakhde ja rehe thay waha Kafi beedh Jana ho chuki thi sab kade tamashah dakh ker Hans rehe thay aeyna or arshuman ko be fight me Kafi maza Raha tha Kafi mar Kane ke bad wo sare admi waha se bagh gay jis admi ki aeyna or arshuman ne maded ki thi us ne agey badh ker aeyna or arshuman ko thanks KAHA or unhe shukriya ke true per Kuch tufe be diye khar ga ker aeyna or arshuman ne Sara waqai malka muskan ko bataya ke kiss terha unho ne badshah ke diye howe hatyar ka istmal Kiya or UN gudo se bude admi ki Jan bachai malka muskan ne aeyna or arshuman ki buhadri per dono ko shabash di or age bi zrurat perne per dosron ki madad kerne ko KAHA jab badshah ko is bat ka pata Chala TU unho ne Bazar me ja ker UN badmasho ke bare me pucha tash ki (inquiry)ki jis se maloom howa ke wo admi buhat badmasho hai or Bazar me sab ke sat badtameezi kerte hai or sab ko perashan kerte rehte hai badshah ne apne soldiers ko UN badmasho ko pakad ker jail me dalne ko KAHA or UN admiyo ko jail me dal diya gaya
suba sawere udhker aeyna pure mehal me kushi se nachte howe gum rehi thi
Badshah:Meri shahzadi suba suba KAHA jarehi hay
Aeyna: baba Jan me library ja rehi hon "ruke Bina aeyna ne badshah ko jawab diya library puhanch ker aeyna books dakhne lagi
Aeyna:it I sari books hay Kase dondon sari books dakhni pade ghi KAHA se start keron ha yaha per dakhti hon aeyna sari books ko bari bari dakhne lagi at least use wo book mil gai jiski usetalash thi aeyna:ye rehi mil gai ja ker bhahia ko dikhati hon aeyna dodh ker arshuman ke room me ai
Aeyna; bhahia muje wo book mil gai ye dakho maa ne KAHA tha ke aje wo hame jhadi botio (herbs)ke bare me pherhay gi TU me ye herbs wali book Lai ho Chalo mil ker dakte hay
Arshuman khamushi se apne bister per pada reha aeyna per se bhahia uthu na ye dakho kaya howa ?kaya AP ki tabiyat teekh hay?AP uth kiyon NAHI rehe ? bhahia
Arshuman ne koi jawab na diya
Aeyna hat Laga ker bhahia ye kaya apko TU bughar hay me maa or baba ko bulaker lati hon aeyna dodh ker ghai or badshah or malka muskan ko bula Lai malka muskan ne arshuman ko check Kiya
Malka :ye kaya ITNA zayada bughar pehle TU kabi NAHI howa mehal me bade bade doctors ko bulaya gaya Lekin ek week guzar Chuka tha arshuman ki sahat tikh hone ki bagay kharab Hoti ja rehi thi malka or badishah perashan thay aeyna bi buhat udas thi wo apne Bhai ke Liye pray kerti Lekin arshuman ki sahat buhat kharab Hoti ja rehi thi Kisi bi medicine ka koi aserna HOTA aeyna udas badhi herbs wali book hat me Liye use dakh rehi thi achanak us ki nazer ek ASI herb per pari Jo jadwai thi us ke niche likha howa tha ke ye her bimari ka ilage ker sakti hai aeyna ko wo herb lane ka sujha us ne Kisi ko bataya bagare us herb ki talash start kerdi mushkal safer Tay kerne ke badh use ek pahadi dikhai dee jiske oper wo herb thi badhi mushkal se wo pahadi per chadhi or wo herb hasil kerli mehal me puhanch ker aeyna ne wo herb arshuman ko dey di malka muskan ne aeyna se herb ke bare me pucha TU aeyna ne bataya ke use iska pata is kitab se Mila or wo herb Lene Chali gai
Wo herb ek Jin ki malkiyat thi Jin jab wapis Aya TU us ne dakha ke herb apni jagha se gaybe hay wo dakh ker khuse me agaya or her ki jagha per APNA jado kerke dakhne Laga Jin ne dakha ke aeyna ne wo herb hasil kerli hay wo tash me agaya or mehal me Chala gaya
Idher arshuman ko hush agaya malka badshah or aeyna arshuman ko tandrust dakh ker buhat Khush howe or agay badh ker sab ne arshuman ko gale laga liya
Jin mehal puhanch gaya
Jin : aeyna ki tarf ishara kerte howe :tumhare himmat Kase hoi Meri jadwai herb churane ki mene use 10years me badshah Kiya tha or is ke oper Sirf ek flower hi howa tha wo bi Tumne Le liya ab me apni shaktiya Kase hail keron ga ?ye amer jive boti thi ye 10salon me ek bar hi Hoti hai muje ye chahiye "aeyna ne derte howe Jin ko Sara waqaya sunaya ke us ne apne Bhai ke Liye ye herb churai hay Jin ne jab aeyna ki sari bath Suni TU KAHA tikh hay me Tumhe Kuch NAHI kahon ga Lekin Tumhe ye herb dubara ughani ho gi
Aeyna:kaya wo Kase ?
Jin :ye lo jaduwai seed use Laga Dena Lekin is herb ko amm water NAHI Dena
Aeyna:kaya am water NAHI Dena TU phir
Jin:is herb ko jadwai kunwe(well)ka water Dana hoga werna ye herb murja Jay ga Tumhe ye herb Sirf ek Saal me ugana hoga or is per flower bi hona chahiye
Aeyna perashani se kaya 1year apne TU KAHA tha ke apne ise 10years me badha Kiya tha TU me 1year me badha Kase keron gi
Jin :me itne Saal intazar NAHI kersakta muje ye herb chahiye Kisi bi surat me ye Kase ugao gi ye tumhara masla hay Jin ne aeyna ko ek book di or KAHA ye lo is book me is herb ki Kafi zayada malomat hay is se Tumhe madad mile gi or aeyna wo kitab Le leti hay or Jin waha se Chala jata hai arshuman age badh ker aeyna tum fiker mat kero me tumhare madad keron ga sab se pehle hame is seed ko bona ho ga or us ke bad jaduwai kunwe ka pani bi kana ho ga aeyna ne APNA ser hilaya us ke badh dono ne seed ko mathi me Laga diya or Jin ki di hoi kitab ki madad se jadwai kunwa dunda kunwe se pani Lana buhat mushkal tha Lekin aeyna ne har na Mani or pani la ker herb ko dati rehi aeyna ne jaduwai seed ki buhat dakhbal ki shamko aeyna herb ke pas bath ker GANA Gati or apne hath se use sarati or us ke ugne ka intazar kerti Saal khatam hone me Sirf ek din baki tha aeyna or arshuman herb ke pas bathe howe thay
Aeyna:Bhai AJ TU akhri din hai sibà jin apni herb Lene ay ga Lekin is per TU ek bi flower NAHI howa
Arshuman:gaheri such ke sat agher is per flower na howa TU
Aeyna:asa NAHI ho sakta hame Kuch kerna ho ga
Arshuman:ham kaya ker sakte hai? Chalo ja ker son Jao
Aeyna:NAHI Bhai muje yahi rehna hai
Arshuman:tikh hai
agli suba Jin apni herb Lene Aya
Jin :KAHA hai Meri herb? aeyna:perashan khadhi such rehi thi ke wo kaya jawab de Jin phir se bola Meri herb do
Aeyna:herb TU badhi ho gai hai Lekin
Jin:Lekin kaya jaldi se herb lao muje use dakh a hai
Arshuman:me leker ata ho arshuman gaya or herb Le aya sab dakh ker haran reh gayke herb per ek flower ki bajay two flowers thay
Jin;ye TU Kamal ho gaya ye tum ne Kase Kiya me AJ tak ek flower ten years me badhi mushkal se UGA pata hon Tumne TU ek Saal me is per two flowers UGA Liye ye Kase Kiya ?
Aeyna: mene Sirf us book ko follow Kiya Jo apne muje di thi Kal takh TU is per koi flower NAHI tha man hi man me aeyna ne such a Lekin wo muskrai ke Jin ke guse se bajh gai Jin aeyna or arshuman se buhat Khush tha or jadwai herbs wali book Jin ne Inaam ke true per aeyna or arshuman ko de di malka muskan or badshah bi apne bachon ki kamyabi per Khush thay Jin waha se Chala gaya