Chapter 4
Chapter 3
After few days Jin is come back in mehal Aiyna and Arshuman were playing and Badshah and Muskan were sit there and see them when they see the Jin they stand up and Muskan: why are you come back?Jin:mein Aiyna or arshuman ko apne saat lejane Aya Hoon .Badshah:why?Jin:Aiyna or Arshuman buhat naike or kind hearted hain main in doonu ko apne mehal leker Jana Chahta Hoon .Muskan Jin ko mana kerne lagti hai TU badshah muskan ko roke deta hai or badshah:muje lagta hai ke ye Jin hamare bachon ko nuksan NAHI puhnchai ga is Liye hame Aiyna or arshuman ko Jane Dana chahiye.muskan:agher AP ko aisa lagta hai TU phir tikh hai .Jin apne dono hands Aiyna or Arshuman ke samne Rakh data hai or UN dono ko apne hands per khadhe hone ko KAHtA hai Aiyna or Arshuman Jin ke hands per khadhe ho jate hai or Jin UN duno ko leker badlon me Chala jata hai Aiyna or Arshuman Jin ke hand per khadhe badlon ka maza Le rehe hote hain after some journey they reached the Jin mehal they look the very beautiful mehal dure dure tak khubsurati hi khubsurati thi mehal buhat badha tha or us ke Kafi zayada doors thay Aiyna or Arshuman ne mehal ko visit kiya mehal dakhne ke bad wo garden me chale gaye there many different flowers and plants Aiyna or Arshuman UN ko smell kerte or fresh flowers ka lutf uthate after garden visit they reached in the south part of the garden when they reached there they see four ice Statues Aiyna:this is look like real . Arshuman: you are right aise lagh Raha hai jaise ye asli hon .Jin:both you are rights it's not statue Balke ye Meri bethiyan hain . Aiyna:what?Jin:yes these are my daughters . Arshuman:but ye aisi kiyon hain ?how become statues ?Jin:it is my fault Aiyna:how?Jin:l have five daughters my big daughter love's some one and My third daughter also love him don't know this My third daughter tell me that she want to Merry with him mein ne us ki shadi us se kerwa di or Meri badhi bethi us waqt apni Kisi friend se Milne gai hoi thi or jab wo waps ai TU use pata Chala ke us ki Behan ne us ke Pyar se shadi ker li hai TU wo guse mein agai or usne apni behanon ko barf ke mujasme (ice Statues)bana diya or Meri sari power mujh se cheen li use aisi power mili hai ke us ke samne Meri power Kuch bi NAHI mein ne apni power hasil kerne ke Liye hi wo herb lagai thi Lekin after ten years us per ek flower Aya tha or wo bhi Aiyna ne chura liya or Aiyna ne muje us ke badle mei two flowers diye thank you so much but abhi bi mein Kuch NAHI kersakta bas tum logon se help mangh sakta Hoon Aiyna:help;Kaisi help?Jin :Meri bethiyon ko sahi kerne ki help . Arshuman:wo kaise?Meri badhi bathi ki madad se . Arshuman:but wo hai KAHA?Jin:apne guse ko control kerne ke Liye us ne apne AP ko ek place per gaide ker liya hai waha na hi koi ja sakta hai or na hi wo waha se bahir ATI hai mein ne buhat kushish ki Lekin nakaam Raha Aiyna:ham waha jay gey kaise? Jin me tum dunoon ko waha Le Jaon ga .Jin Aiyna or Arshuman ke samne apne dunno hath Rekhta hai or Aiyna or Arshuman Jin ke hands per khadhe ho jate hain Jin UN ko leker us jagha per ajata hai Jahan per us ki badhi bethi Hoti hai Jin Aiyna or Arshuman ko niche utarta hai or Jin :yaha rehti hai Meri badhi bethi Mehvish.thudha agey Jane ke baad tum Donnon ko ek cave nazar aye gi waheen ho gi Mehvish.Arshuman:Lekin AP ne TU KAHA tha ke koi bi ander NAHI jasakta TU ham kaise ander jaye gay?Jin:bas jadwai jeewe NAHI jasakte Lekin tum jaise sachey or nake dill wale ander jasakte hain.yahan per ek jadwai gera Laga howa hai Jo mujhe ander Jane se rokh rha hai Lekin tum Donnon bachey ho is Liye tum Donno ander jasakte ho or yaad rahe ke Mehvish ki power us ki stick mein hai us ke Bina wo Kuch bi NAHI ker sakti . Aiyna:ham samaje gay ham se jitna ho skay ga ham madad karney ki puri kushish krey gay or ham Mehvish ko apni bahnoon ko teekh kerne ko KAHAy gay. Arshuman :ham apni puri kushish krey gay AP ki madad kerne ke Liye.yeh kah ker Aiyna or Arshuman waha se Chalay jate hain thudhi dure chalne ke badh unhe ek cave nazar ATI hai wo Donno ander chale jate hain ander enter hone ke badh wo dakhte hain ke Mehvish ek badhi chair per baithi hoi hai or us ke hath me us ki stick hai stick se halki pink colour ki Roshni Nikal rehi Hoti hai Jo Mehvish ko apni lpate mey liye hoi hai apni baki bahnoon ki tarha Mehvish bi buhat beautiful thi brown hair and pure white colour us ki khubsurati ko badha rehey thay Mehvish itni khubsurat thi ke dakhne Wala bi dakhta hi reh jata bas love is dangerous make everyone is bad Mehvish ka bi yahi Haal tha pehle wo buhat naram mizaj thi Lekin payar ki wajha se aisi ban Gai Aiyna or Arshuman Mehvish ko hi dakh rehe they Mehvish ne apni eyes close ki hoeen thee or Aiyna or Arshuman ke aney se bakhaber thi Aiyna:kaya ye Mehvish hai? Arshuman:muje lagta hai ke ha!yehi hai yaha ham donno or iske ilawa koi bi NAHI hai.Aiyna: Lekin is ne apni eyes kiyon close ki hoeen hain yeh hame dakh kiyon nahi rahi? Arshuman:aise lagta hai jaise ye Kisi ko control ker rehi ho or hamare ane ki ise khaber hi na ho.waha cave mey Sirf candles ki light thi cave ke Kuch parts mey andhera tha or Kuch candles ki light thi candles ki wajha se Kafi hadh tak sabkuch dikhai dey reha tha waha ek table tha jis per four books or one mape tha Aiyna or Arshuman UN books ko dakhne lage Aiyna ne Jo book hath mey pakdi hoi thi wo book achanak us ke hath se niche ghir gai jis se Mehvish ki ankh Khul gai or Mehvish guse se boli tum donno kon ho or yaha kaise aye? Aiyna:l am Aiyna and it's my brother Arshuman.Arshuman:.or ham donno yaha AP se kuzarish kerne aye hain ke AP apni behanon ko phir se pehley jaisa ker dey or unse apki jobi narazgi hai usey khatam kerke apni bahnoon ko mafe ker dey us mein UN ka koi kasore NAHI tha .Mehvish:tum Donno chute bache muje batao ge ke muje kaya kerna chahiye mey UN ko kabi tikh NAHI keron gi.Arshuman:TU phir hamey bata dijiye ke wo kis tarha tikh ho gay .Mehvish tum Donno ko yaha ana hi NAHI chahiye tha Jao yaha se muje Kisi se koi bath NAHI kerni . Aiyna:ham yaha se AP ki bahnoon ko tikh kerne ka tarika leker hi jaye gey .Mehvish:wah!tum Donno TU apne irade ke pake lagte ho Lekin mein tum donnon ko Kuch bi NAHI bataon gi.Aiyna:agher AP hamey nahi bataye geen TU majboran hame apse fight kerni padhe gi . Mehvish:tum donnon chute bache muje se ladho gay . Arshuman:TU phir tikh hai.Aiyna Arshuman or Mehvish ne fight start ker di Aiyna or Arshuman apni sword se Mehvish per attack kerte or Mehvish apni magical power se UN donnon ke war ko nakam ker dati Kafi fight ke badh Mehvish:mujse fight kerna tum donnon ke bas ki bath NAHI . Arshuman:isko hira pana buhat mushkil hai muje lagta hai ke ham ise hira NAHI paye gay . Aiyna:hamey Kuch TU suchna hoga . Aiyna or Arshuman ko Jin ki bath yaad aie ke Mehvish ki power us ki stick mey hai .hamey us ki stick Leni hogi Arshuman ne Aiyna se KAHA . Aiyna or Arshuman Mehvish ki stick Lene ke Liye Mehvish ki tarf dodhe thudhi SI kushish or hoshayari se Mehvish ki stick Leney mein kamyab hogaye Mehvish guse se agey badhi or apni stick Lene ke Liye Aiyna or Arshuman se fight start ker di fight me Mehvish apni stick hasil kerne hi wali Hoti hai ke Aiyna stick ko tudh dati hai ab Mehvish chalai:yeh kaya Kiya tum ne ITNA kehte hiMehvish bi apni behanon ki tarha ice statue banna start hogai . Arshuman:yeh kaya?AP is tarha statue kiyon ban rehi hain ?Mehvish :kiyon ke mera heart Meri behanon se attach hai UN ka heart meine ek magical Snow pond mein Rekha howa hai jis ki wajha se wo ice statue bani hoi theen or meein apni magical power se apne heart ko control ker rehi thi ke wo bi ice mein jam na jaye Lekin tum donnon ne Meri magical stick tude di jis ki wajha se mera dill jamna start hogaya hai or mey bi ice statue ban Jao gi.Arshuman:TU ham is ko tikh kaise ker sakte hain?Mehvish:tum donnon ko magical snow pond se sab ke heart lane hongay. Aiyna:Lekin ham waha jaye gay kaise? Mehvish:(table ki tarf eyes se ishara kerte howe)wo map Le Jao yeh tum donnon ko Rasta dikhaye ga.yeh kahte hi Mehvish bi ice statue ban gai Aiyna or Arshuman ab map ki tarf badhe Aiyna:hamey sab ke hearts lane hi hongay.Arshuman:tum tikh kah rehi ho Lekin us se pahle hamey Mehvish ko Kisi save place per puhanchana hoga . Aiyna:tikh hai. Aiyna or Arshuman Mehvish ko bi apney saat bahir Le atey hain Jin UN donnon ko bahir ata dakhta hai TU Jin ki nazer Mehvish per padti hai or Jin:ise kaya howa? Arshuman Jin ko Sara waqaya sunata hai Aiyna Mehvish ki tuti hoi stick Jin ko dati hai or Arshuman:AP Mehvish ko bi usi jagha per rekh dey Jahan AP ki baki sari bethiyan hain ham jaye gay sab ke hearts Lene Jin is bath per razi ho jata hai or Mehvish ko leker waha se Chala jata hai or Aiyna or Arshuman APNA safer jari ker datey hain mape ki madad se unho ne Kafi zayada safer Kiya wo pahadon se guzrey sehra ki sakht garmi ko bardash Kiya this journey is very difficult for them they were tied and at least they reached in snake valley waha per Sirf snake hi snake they or wo insanon ki shakal ikhtayar ker sakte they Aiyna or Arshuman waha enter howe TU ek big and tall snake UN ke samne aker kadha ho gaya or Aiyna or Arshuman us ko dakh ker gabra gaye or snake:wah!AJ TU maza a jaye ga Kafi arse ke baad koi insan Mila hai tum donnon ho TU chutey Lekin mey kaam Chala lon ga tum donnon ko TU mey Pura hi nigal Jao ga sisisi!AJ TU buhat maza aney Wala hai abhi yeh Wala snake Aiyna or Arshuman ko Kane ki bateyn ker hi rha HOTA hai ke dosra snake ata hain us ki body per white colour ke dabey hotey hai or wo khude orange colour ka HOTA hai yeh Wala snake TU pehle wale snake se bi badha tha dosrey snake ko dakh ker pehla snake bola :ise bi abhi hi ana tha ITNA achah kana hath Laga tha . Second snake:tum yaha kaya ker they ho hamare mehmanoon ko dra they ho kaya ?first snake:NAHI janab mey TU bas!!!wo!!!! Second snake:kaya bas?Jao yaha se . first snake:gi janab yeh kah ker wo waha se Chala jata hai or second snake :kaise ho tum donnon bachon?hamari valley me tum dunoon ka swagat hai spahiyo paked lo in donnon ko or in ko kaid me dal do AJ TU in donnon ka soop bna ker badshah ko paish krey gay or badshah Khush ho gaye gay yeh kah ker wo snake hansne lagta hai or spahi un donnon ko pakhed ker Le jatey hain snake's king ki ek bethi Hoti hai jis ka nam HOTA hai Ifra Ifra buhat hi naike or reham dill Hoti hai use insan dakhney or dust bnana buhat pasand tha jab Ifra ko pata Chala ke UN ki valley me insan aye hain TU wo dodhi hoi badshah ke pas aiy or kehney lagi:baba Jan meinne suna ke hamari valley me koi insan Aya hai meinne AJ tak koi insan NAHI dakha muje UN donnon se milna hai or UN se baat kerni hai . badshah:aisa mumkin NAHI hai aisa NAHI hosakta mein Tumhe UN se Milne ki ijazat NAHI de sakta .Ifra:Lekin kiyon baba Jan is mein kaya burai hai wo TU insan hain muje kha thudhi ley gaye.Badshah:insan buhat khaternak hote hain tum mujhe buhat azize ho is Liye mein Tumhe ijazat her giz NAHI doon ga .Ifra:Lekin muje UN se Milne Jana hai .Badshah:mein ne KAHA na NAHI TU NAHI apne kamre mey Jao.Ifra waha se udas hoker Chali jati hai Ifra buhat hoshayari or shrarti thi wo chup bathne waloon mein se NAHI thi Shaam hote hi wo apne kamre se nikalti or sab ko chakma dey ker waha puhanch gai Jahan Aiyna or Arshuman ko kaide Kiya howa tha Ifra door open ker ke room mein enter hoi or UN donnon ke pass aker bath gai Ifra:hey!l am Ifra mujhe friends bnana buhat acha lagta hai tum donnon mere friends bno gay kaya?haat agey kerte howe . Arshuman:hamare hath bande howe hain . Aiyna:tum loge TU hamey Khane waley ho TU friends benne ka kaya faida kaya tum loog Khane se pehley Khane se dosti kerte ho?Ifra:aisi koi baat NAHI hai mein tum donnon ke hands khole dati hon Ifra Aiyna or Arshuman ke hath khole dati hai or Aiyna or Arshuman khadhe ho ker hamey yaha se Jana ho ga Aiyna:yaha se bahir niklne ka rasta dhondna hoga .Arshuman:chalo chaltey hain .Ifra kadhey hoker:Arey yeh kaya mein tum donnon se dosti kerne ayi hon or tum donnon yaha se bagh rhey ho Aiyna:acha ho gai dosti ab dost hone ka farze nibao or yaha se bahir niklne ka rasta batao.Ifra:tum logh aise NAHI jasakte.Arshuman:TU kaya tum bi hamey Khane wali ho? Ifra:merey kahne ka Matlab hai ke bahir her jagha spahi hain wo tum donnon ko phakhde ley gay.Arshuman:TU phir kaya Kerey ham?Ifra:tum donnon bas abi ke Liye mere friends ban Jao us ke baad ham Kuch suchey gay abhi TU meine tum donnon se buhat sari bateyn kerni hain tum logon ke barey mein janana hai . Aiyna:Lekin hamey yaha se Jana hai . Ifra:mey Kuch suchti hoon. Tum donnon ko yaha se bahir nikalti hoon.ifra yeh kah ker waha se Chali jati hai or badshah ke pass ATI hai . Badshah: Kaisi hai Meri bathi ?Ifra:AP se buhat naraz. Badshah muskra ker:idher ao.meri bathi kiyon naraz hai Kisi ne Kuch KAHA kaya?Ifra:haa! Badshah:kis ne?Ifra:aapne. Badshah:acha TU tum Raat wali baat per khafa ho. Ifra:ji . Badshah:wo insan hain agher UN donnon ne tumhe nuksan puhanchane ki kushish ki TU ? Ifra:TU AP UN donnon ko kacha chba Jana. Badshah:ye tum kah rehi ho. Ifra:ji aap ko pata TU hai muje insanon se Milne ka kitna shonk hai or aap ne UN ko kaide ker Rekha hai or muje UN se Milne ki ijazat bi NAHI hai. Badshah:acha tu Kal tum UN se Milne gai wo kaya tha? Ifra:wo!!!kaya aap bi na ?mein UN se mill ker ayi dakhiye unhon ne mujhe koi nuksan NAHI puhnchaya.aap UN ko kaide se Nikal dayn or koi UN ko NAHI khay ga mein UN donnon ke saat khalna chahti hon . Badshah:aisa mumkin NAHI hai. Ifra:kiyon mumkin NAHI hai aap mujh se payar hi NAHI kertey ager maa Hoti TU wo Meri her khawahish puri kerti . Badshah:aisa NAHI hai mein TU apni bethi se behade payar kerta hon or yeh baat Meri bethi achi tarha se janti hai. Ifra:TU phir UN donnon ko mehal mein bulaye or unhe apne mehmanoon ki tarha rekhye.Badshah:tikh hai ager tum aisa chahti ho TU mein UN donnon ko kaide se bahir nikal data hoon. Ifra:I love you so much mein ab buhat Khush Hoon or UN donnon ko khude waha se Lene jarehi hoon yeh kah ker Ifra waha se baghte howe jati hai or badshah apni bethi ki khushi mein Khush ho jata hai . badshah ke Liye us ki bethi hi us ke Liye sab Kuch thius ki khushi ke agey Kuch bi NAHI tha badshah Ifra ki her zid puri kerta